"MICROSOFT TEAMS” TIME TABLE FOR STANDRED 1TO5 OR 6 TO 8 IN EXEL



વોટ્સએપ ગ્રુપમાં જોડાવા ➙

ક્લિક કરો

"MICROSOFT TEAMS” TIME TABLE FOR STANDRED 1TO5 OR 6 TO 8 IN EXEL



Hello kaise ho doston. 


Jaise ki aap sab log Jante Hain Ki Gujarat mein covid-19 Ke Chalte hue School main student ko vacation Diya Hua Hai aur teachers ko Microsoft teams se education Dena padta hai aur aap sab log Jante Hain Ki Hamen Microsoft team ke Madhyam se virtual class Lena padta hai. 

MICROSOFT TEAM MA DIVAS MA 1.30 KALAK CLASS LEVANO CHHE

Aur government ko Maloom Hua ki Kuchh kaunse mein Microsoft teams ka bahut hi acchi Tarah Se use Kiya jata hai Lekin Kuchh school mein teachers Microsoft teams ka sahi tarah se use nahin kar rahe hain aur bacchon ko Microsoft teams ke Madhyam se teaching Nahin de rahe hain isliye Sarkar mein Microsoft teams ko mahatva dene ke liye Ek Pari Patra Jari Kiya Hai aur is Pari Patra mein Din Mein do subject Microsoft teams application se features ko padhaane Honge aur Aadha Ghanta bacchon ke problem ka solution karne ke liye Diya jaega matlab kul Mila Ke 1:30 Hours bacchon ko Microsoft team se education Dena Padega
Class nu aayojan karva mate paripatra


Dosto Is paripatra ke anusar standred 3 to 5 or standred 6 to 8 ke liye Dhanesh sheth sir ne aayojan kiya hua hai …isaki exel file mai yaha share kar 4aha hu. 


ALSO READ:-


Step by step guide to join Shikshak home learning online course Hellow dosto…. Aaj Ham to


GUJCET 2020 Result Date decalred hamare official website https://educationsguruji.in me aap sabhi logo ka swagat 

Class aayojan for standred 3 to 5

Standred 3 to 5 me 1 ghante mein Main 2 Class lene hain aur 2 class ke subject alag alag hone chahie use hisabse standard 3 to 5 ke liye Jo aayojan Banaya Hua Hai Uske excel file niche wale download link se download kar sakte hain aur apne hisab se usmein aap aap apne school ka time table bana sakte hain…


Class aayojan for standred 6 to 8

Standred 6 to 8 me 1:30 ghante mein Main 2 Class lene hain aur 2 class ke subject alag alag hone chahie. Aur aadhe ghante mein agar bacchon ko padhe Hue subject main main agar koi confusion hai use confusion ko solve karne ke liye Aadha Ghanta Diya jaega. use hisabse standard 6 to 8 ke liye Jo aayojan Banaya Hua Hai Uske excel file niche wale download link se download kar sakte hain aur apne hisab se usmein aap aap apne school ka time table bana sakte hain. 


Post a Comment

Previous Post Next Post